Labz nahi milte jab dil majboor ho jaate hai
Likhna to bahut kuch chahtai hai
Par kya kare haath ruk jaate hai
Kehnai ko kuch fadfadatai hai honth
Kare bhi to kya unki jagah nain bol jaate hai
Paani se bhari aankhon mein chalakta hai mera pyar
Yahi karan hai jo behtai dhaare tham jaate hai

No comments:
Post a Comment