Mere apno ne mere ansuo ka mol nahi jana
Dil khol ke rakh diya unke saamnai
Fir bhi unhonai kismat ka khel nahi jana
Main roti rahi or talashti rahi apne gamo ka sahara
Mere apno ne tak mere armaano ka anjaam nahi jana

No comments:
Post a Comment